GEET1701 10 years ago Ek Bhootni Haircut Karane Gayi
Insaan Ke Bhesh Me
.
Barber: Baad Mein Aao, Busy Hoon!
Aisa Kya Kaha Bhootni Ne K Barber
Behosh Ho
Gya???
..
.
.
.
Sar Rakh Kar Jaa Rahi Hoon,
Step cut kar Dena
Baad Mein Le Jaungie:hee::rofl::rofl:
aap ki gf he ye bhutni :p
badi kamaal ki he na :p
GEET1701 10 years ago Jo bhi kiya apno ke liye kiya :)
khud ke liye ya apni khushi ke liye to kuch vi na kar saki na :(
GEET1701 10 years ago EK AURAT KI KAHANI...
Kisi ko dil me basaya magar pyar
na
kar saki...
ghut ghut ke jeeti rahi magar khul
ke
na mar saki...
maa baap ne daman kisi gair ka
pakda diya...
mai kya karti baba ki izat ka swal
tha
inkar bhi na kar saki...
jise pyar kiya uski nazro me
bewafa
bani...
jiske liye use chhoda us se bhi
mai
wafa na kar saki...
hamsfar aisa mila jise mujhpe
kabhi
aitbaar na hua...
mai sab ke liye qurbaan hui
magar
koi mera kadrdan na hua...
kya karu aurat hu mai kuchh kar
bhi
nhi sakti...
marne ka dil hota hai magar
bacho ko
dekh mar bhi nhi sakti...
hasti rahti hu sabke samne apne
gum
ko chhupane ke liye...
mai to kab ki mar chhuki hu zinda
hu
to faqat zmane ke liye...
bachpan me hi shadi ke bandhno
me
bandh gyi yahi hai khani meri...
ghar baar aur bachcho ke bich hi
khatam ho ke rah gyi jwani meri...
kisi ne dard na smjha kisi ne
mujhko
na jana...
jab apne na huye to begano ko
pada
apna bnana...
kya karu kuchh kar nhi sakti...
bachcho ka khyal hai isliye mar
bhi
nhi
sakti.....
GEET1701 10 years ago Main “Kisi Se” Behtar Karoon, Kya Fark Padta Hai,
Main “Kisi Ka” Behtar Karu, Bahot Fark Padta Hai :)