To sign my guestbook, you need to signin first.
Yasirjadoon 12 years ago
''Always Enjoy Life'':):)
No Matter How:o:o Hard It Seems!
When World Gives U Thousand Reasons To Cry,:,(:,(
'Show The World That U Have Million Reasons To Smile:):)
:heart::heart:
:heart::heart:
ikaajazshaam 12 years ago
Mere hamsafar teri nazar hain, mere jazba e dil ki ye shiddatai’n
meray khawab, meri basaratai’n, meri dharkanai’n,meri chahatai’n
jo teray qadam meray sath ho’n, meray sath shums o qamar chalai’n
teri qurbato’n me’n samait loo’n, raah e zindagi ki musafatai’n
ya rida e jaa'n tujhay sonp du'n, kay na dhoop tujh ko kari lagay
kahi’n dukh na tujh ko ata karai'n, sar e dast e gham ki tamazatai’n
meray roz o shab kay nisaab me’n, meray pass apna to kuch nahi
tera qarz hai meri zindagi, meri saansai’n teri amanatai’n
Mere chaand tu hi bata mujhay, kaha’n hai wo mera zamaana’saaz
Kaha’n thak k reh gaya karvaa’n, kaha'n reh gain meri sangatai’n
Wo jo mausamo’n ka habeeb tha, meri pyasi aankh ka khawab tha
Wo mujhay ab be aazeez hai, karay dil per ab be hakomatai'n
¤shaam¤