VartikaRocking (11 years ago)Lo mere ko sapna aya kaya ke tum
mera rply apni gb par dey rahe ho


aur puch rahe ho ke mai khamosh kyu

VartikaRocking (11 years ago)Mai ye rone rulaney wale kam karti he nahi

sad mukhda lekar
mero ko nahi rehana

VartikaRocking (11 years ago)Hajan miya
mere pas dil he nahi hai to dukhaunge kaya


aur majak karna meri purani aadat
hai,

