To sign my guestbook, you need to signin first. | |
tamanakhan Guestbook![]() Humari dua hai janab aapke liye ![]() and shukur hai Allah ka k ap roz nai milti warna pata nahi kya haal ho jata humara ![]() ![]() Haan thek kaha tope k chup rehne mai hi hum sab ki bhalai hai baap re aisi larki pehle kabhi nai dekhi ![]() ![]() Ohh thek hai thek hai naani meri ![]() baap re tamana hai ya talwar hai ![]() hum bhaagne mai apni bhalai samjhte hain janab ![]() ![]() Ye zulum kam hai kya jo thode waqt k liye aati ho and msg karne k baje danda maar kar chali jati ho? ![]() ![]() ![]() Are wah ![]() hum samjhe the k apko sachi lagi hogi humari jhooti tareef? ![]() and hum b waise hi hain jaise hua karte the and boht Ache hain Alhamdulillah ![]() aap kahan busy hoti hain? Nazar bhi nahi aati? Msg bhi nahi karti? Ye to hum ne apko ol dekha to socha k chalo thodi tareef kar den kya yaad karegi tamana ![]() ![]() ![]() Wo jhooti thi ab real mai kar rahe kasam se ![]() kaisi hain aap? Ghar mai b sab ache hain na? ![]() ![]() Asslaam u Alaikum Warehmatullah ![]() wah kya khubsurat dp hai ![]() hum to aashiq ban gaye hain ![]() ![]() ![]() | |